Friday, February 4, 2011

Sirf Tum...


Itna tumne chaha ki chahat bhi kam pad gayi.
Pyaar se jo tumne sir par haath phera to dhoop se chao ho gayi.
Pyaar karne wale to bahut dekhe hai.
Par kyu sirf tumhari he baatein dil mein ghar kar gayi.

Yeh tumhari makhmali awaaz aisa jadoo karti hai,
Jaise teez hawao mein aag ki lapte jawa hoti hai.
Baat karne waale to bahut mile humko.
Par tumo sunke chaandani aur bhi khil jati hai.

Tum pehle mile kyu nahi.
Shikayat karu tumse ya kisi se nahi.
Lootne wale to har mord par mil jaate hai.
Par pyaar mein sab kuch kurbaan karne wala koi tumsa nahi.

Ab to do pal ki doori bhi do baras jaisi lagti hai.
Tanhai mein bhi tumhari aahat mehsoos hoti hai.
Yun to ab tak akele he chalte rahe.
Par ab sari manzilen tumpe he khatam hoti hai.

Wednesday, February 2, 2011

Shayad Ek Aur Zindagi


Aaj jo dekha, dekhta reh gaya.
Zindagi k maine samajhta he reh gaya.
Kab shuru hua pata he nai chala.
Iss safar ka makam dhundta he reh gaya.

Chal raha tha anjani rahon par.
Bus pura karna chahta tha yeh safar.
Manzil mil to gayi magar,
Tumko khota gaya aye mere hamsafar.

Jo mera tha wo mera ho na paya.
Aankhon mein aansu tha par mein ro na paya
Khwaab to bahut dekhete maine.
Par unko pura kar na paya.

Par shayad who raahein he galat thi
Shayad wo mere liye bani he nai thi.
Phir aakhir meri galti kya thi.
Shayad isko shamajhne k liye chahiye, ek aur zindagi.

Kavita


Aise hue hum bekaraar,
Ki  hona sake faraar.
Dil ki baat tumhe kya bataye,
Ki isko hum bhi na samajh paye.

Yeh chahta hai kya kisko pata.
Iska kaha maan k hue hai sab fanaah
Aisi  thi uljhan ki usmein ukajhte he chale gaye.
Daastan kya cheez hai hum to kavita bhi na likh paye.

Tuesday, February 1, 2011

Aihsaas

Aaj phir dil par chot lagi.
Aaj phir humne khud ko samjhaya.
Aaj phir apne mein he khot dikhi.
Aaj phir kisine hume gale nai lagaya.

Saath rehne ke lamhe hamare saath hai.
Kaise tumhe samjhaye ki jo bhi hai bahut hai.
Kabhi kabhi tumhari batein samajh nai aati.
Par kuch batein samjhayi nai jaati.

Badalon ki chadar khatm nai hoti.
Suraj ki wo kiran dikhayi he nai deti.
Kya zindagi hai mujhse katrati?
kyunki yeh tanhai saath he nai chodhti.

Zindagi


Kuch bolna chahti hun, par, shabd nai hai.
Kuch sunna chahti hun, par, koi nai hai.
Kuch karna chahti hun, par, kya?
Kuch pana chahti hun, shayad ye jahan…

Bahut kuch mila, par, kuch bhi nai.  
Sab kuch hai kam he sahi.  
Ek khalipan hai jiski chubhan mesoos hoti hai.
Dil aur dimaag mein ghar kar jaati hai.
Kya likhu kya nai samajh nai ata hai.
Shayad yahi zindagi hai jise sirf jiya jata hai…

Friday, November 26, 2010

I Think...

When the night gets cold
And the memories starts to unfold.
With music playing in my ears
Keeping aside all my fears
I think...

Recalling the times of thick and thin.
Feeling a strange feeling within.
Don't know where I am, don't know where I will be
I think...

Trying to rebuild the world around
Makes me go round and round.
Picking one brick at a time
Its my own thoughts that I mime.
I think...

Not lonely, yet so alone.
How much I gave traveled on my own!
With ecstasy and pride
I take another stride
And I think...

It is time to grab the world so wide.
With or without anyone by my side.
Picking my bag I head straight
Igniting an unknown faith.
I think...

Because there is so much to do
And this is not the time to say adieu!

Unsaid

I am groaning and weeping.
Into a strange and dangerous world I am leaping.
Handicapped and silently loud,
Like a helpless moon stuck behind a cloud

Struggling to hold a hand.
Striving against the swaddling hand.
Low and weary I thought best
To find a shoulder to rest.

Still thoughts in mind keep flowing,
With unpronounced unhappiness on my face glowing.
Looking for help around,
No escape route I found.

The energy, spirit and people I will miss.
My world is about to change in a swish.
Losing my mind,
Because I alone know what I am leaving behind...