Aise hue hum bekaraar,
Ki hona sake faraar.
Dil ki baat tumhe kya bataye,
Ki isko hum bhi na samajh paye.
Yeh chahta hai kya kisko pata.
Iska kaha maan k hue hai sab fanaah
Aisi thi uljhan ki usmein ukajhte he chale gaye.
Daastan kya cheez hai hum to kavita bhi na likh paye.
No comments:
Post a Comment